Namaz of Females and Mistakes

Obsahuje reklamy
10+
Stahování
Hodnocení obsahu
Všichni (E)
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky
Snímek obrazovky

Informace o aplikaci

✿ Aurto’n Ko Namaz Ki Khaas Taakeed,*
┱ Hazrat Anas Raziyallahu Anhu se rivayat hai k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya k Aurat Jab Panj waqta Namaz padhe aur Ramzan ke Roze rakhe aur Paak daaman rahe aur Shohar ki chaenat ki janatabardai “
*📁Mishkaat -186 Ba hawala-Abu Naiem,*
*┱Tashreeh _,* _ je hadees Mubarak mai Aurat ko chand kaam anjaam dene za Jannat ki basharat di gayi hai , har Musalman Aurat ko in per Amal karna laazim hai , Avval Panj waqta Namaz pero padhne ko farmaharaya , Paanch waqt farz hai , v Paanch Waqto ko Sab Musalman jaante hai'n, Harj ho Marz ho ,safar ho hazar ho ,Dukh ho takleef ho ,ranj ho khushi ho ,Jis haal mai bhi ho jaha'n bhi ho Paanch waqt Namaz Padhna farz hai,
┱ Aaj kal nafarmani ka Daur hai ,Allah Ta'ala ke Hukmo se gaafil rehne aur gunaho mai lat pat rehne ki fiza hai ,Bahut kam Mard Aurat ese hai'n Jinko khuda Wand Quddus ke Ahkaam per Amal karne ki Jab fikr Maai , 'n Baap gaafil hai'n to Aulaad bhi be deen ho jati hai ,
┱Bahut se gharane ese hai'n Jinme 24 ghante mai kabhi kisi waqt bhi na Koi Namaz padhta hai na Dua ,na kalma Zubaan per aata hai, Kis Qadar Ranj ki baat hai k Poore Poore Ghar khhar Allah ki yaad se khaali maloom hota hai k Mahalle ke Mahalle khuda ke nafarmaano se abaad hai'n, Jis kisi gali se guzro to gaano ki awaaze aati hai magar Bachche ke Qur'an Padhne ki awaaz nahi aati , inna lillaahi wa inna ilaiuhi raa,

Be-Namazi Ka Hashr _,*
┱ Namaz ki Pabandi har baalig Mard aur Aurat na laazim hai, Sarware do Aalam Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya k Jisne Namaz ki pabandi ki ( Qayamat ke Din ) Namaz Uske liye Noor hogi aur aur (Uske aur) ka samaan hogi aur jisne Namaz ki pabandi na ki WO Shakhs Qayamat ke din Qaroon ,hamaan ,Firoun aur Ubai bin Khalf ke saath hoga _,”
*📁Mishkaat-Ba hawala Ahmad,Daarmi,Bahyqi,*
┱ Dekho Jo Namaz Ki pabandi na kare uska Hashr kese bade Kaafiro ke saath bataya hai ,Jo Kufr ke sargane the aur Khuda ke baagiyo ke zikr mai jinka zikr sabse Pehle aata hai , Unke saath Hashr hone ke na kaam karna bade ne bataya hai k in Chaar Shakhso ka zikr isliye kiya hai k Namaz chhodne wale umuman Chaar qism ke hote hai'n :-
1– Jo Haakim hone ki vajah se Namaz chhodte hai’n, Ye log Firoun ke saathi hue kyunki WO Hukumat ki vajah se Allah ka baagi bana ,
2– Jo maaldaari ki vajah se Namaz nahi padhte Ye log Qaroon ke saathi honge kyunki WO maal ki vajah se Khuda e Ta’ala ka nafarmaan bana tha ,
3– Jo log mulazmat ,Naukri pesha ki vajah se Namaz nahi padhte ,Ye log Hamaan ke saath honge Kyunki usne Firoun ka Wazeer hone ki vajah se Khuda e Paak ki bagawat aur Sarkashi akhtyat ki thi ,

Salát / Modlitba
Než začneme..
Mezi čtyřmi velkými imámy a bratry Salafi bylo několik rozdílů v tom, jak provádět různé aspekty modlitby.
Tyto rozdíly jsou způsobeny především následujícími důvody:

- Přijatá metodika fiqhu (Usool al Fiqh, knihy na toto téma najdete zde)
- Interpretace relevantních odkazů z prorockých tradic
- Aspekty související s autenticitou hadísů přijaté pro vytváření konkrétních rozhodnutí ohledně Salaha (Najít knihy na toto téma, Usool Al Hadith)

Můj názor v tomto ohledu je, že:
- Pokud neznáte výše uvedené tři oblasti, nepouštějte se do zbytečných argumentů a diskuzí
- Pokud je názor založen na autentickém hadísu, neměl by být považován za nevhodný pouze proto, že se liší od vašeho. I společníci mívali mezi sebou pár názorových rozdílů (což je naprosto normální a zdravé). Rozdílnost názorů by měla být řešena s respektem a na vědeckém základě.
- Pokud jste v nějaké záležitosti zmateni, poraďte se s autentickým islámským učencem

Pokusil jsem se zmínit myšlenkový směr u některých knih pouze pro orientační účely.

A Alláh ví nejlépe.
Datum aktualizace
18. 3. 2022

Zabezpečení údajů

Bezpečnost začíná pochopením toho, jak vývojáři shromažďují a sdílejí vaše data. Postupy ochrany soukromí a zabezpečení dat se mohou lišit podle způsobu používání, oblasti a věku. Tyto informace poskytl vývojář a může je průběžně aktualizovat.
S třetími stranami nejsou sdílena žádná data
Další informace o tom, jak vývojáři deklarují sdílení
Aplikace neshromažďuje žádná data
Další informace o tom, jak vývojáři deklarují shromažďování
Data jsou šifrována během přenosu