Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat

May mga ad
100+
Mga Download
Rating ng content
Lahat
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan
Screenshot na larawan

Tungkol sa app na ito

Badnazri ke 14 nuqsanat Ni Shaikh ul Arab wal Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (ra)

ℳuashre ko tabaah karne me aham kirdaar “bad nazri” ka bhi he, yani mardo ka gair mahram aurto ko dekhna o Aurto ka gair mahram mardo ko dekhna. Ye bahut khatarnaak fitna he, ye “ZINA” ki pehli sirhi (step) he, is se bade bade fitno ka darwaza khulta he.

Allah ne be hayaai o badkari ka darwaza band karne ke liye musalmano ko “NAZRO KI HIFAZAT ” ka hukm diya.

“AAP MUSALMAAN MARDO SE KEH DO KE WO APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN OR APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN, YE UN KE LIYE ZYADA PAKIZA BAAT HE, BE SHAK ALLAH KHOOB WAQIF HEIN UN KAMO SE JO WO LOG KARTE HEIN

OR AAP KEH DEIN MUSALMAAN AURTON SE WO BHI APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN OR APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN ” (sure noor: 30,31)

Bad nazri ki hurmat ki takid is baat se bhi maloom hoti he ke Qur'an me jab allah ne namaz, roza, zakat wagera ka hukm dena chaha to mardo se khitab farmaya o aurato ko mardo ke hukm me dakhil farmaya, alag se hukm nahi diya.

Jab BAD NAZRI se rokna chaha to mardo or aurto ko alag alag aayto me hukm diya.

Chunche sure noor ki aayat 30 me mardo ko hukm diya or aayat 31 me aurto ko hukm diya.

Bad NaZri se Bachna kitna Zaruri he ?? Is ka andaza hame is waqie se hoga.

Hz Umme Salma Radiyallahu Anha farmati hein ek roz me or hazrat maymuna Radiyallahu Anha dono Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ke pass bethi hui thi ke achanak hazrat AbduLLah Ibne Umme MakTum Radiyallahu Anhu aa gae to Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne keli Tun hukm jaao, mene arz kiyaa: “Ya Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam wo to nabina (andhe) hein, wo hame nahi dekh sakte” Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne JawaB diya:

“TUM TO NABINA NAHI HO ? TUM TO UN KO DEKH RAHI HO !! ”(Abu Dawood at Tirmizi)

BaD NaZRi ALLah ki La'NaT ka sabap he.

✾ Hz HaSan BaSri Rahmatullahi Alayhi Bayan karte he ke Muje ye baat pohchi he ke Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne irShaD Farmaya:

ALLah ne La'NaT ki he Dekhne Wale par, o us par bhi jis ko Dekha gaya. (ℳishKaaT: 270)

Is irShade Nabwi se maloom huwa ke Jo Mard kisi NaMaHraM Aurat ko ya kisi ke Satar ko Dekhta he us par aLLah ki La'NaT nazil hoti he or wo aLLah ki RahMaT se mahroom ho jata he.

Isi TaraH Jo AuraT chahti he use Dekha jaae ya BanSanwar kar nikalti he us par bhi aLLah ki La'NaT he or wo bhi aLLah ki RahMaT se mahroom ho jaTi he.

BaD NaZRi ke NuQsaNaaT

AaJ HaMare ℳuashare me Bad NaZri bahut aam ho gayi he, is GunaaH se naujawaan to tabaah huwe hi Lekin Filmo or Tv ki wajah se chhote chhote bachcho or bachchiyo ko bhi is nashe ki AaDaT Par gayi he, Burhe bhi is Gunaah se apne bachaa nahi pate.

BaD NaZRi jaha ek khatarnaak gunaah he wahi Deeni o Dunyawi NuQsaNaat ka bahut bada sabap he.

BaD NaZRi se hone wale NuQsaNaaT ka jab jaaeza Lenge to pata chalega BahuT sari Bimariyo ka iLaaj ham Doctors ke pass TaLaaSh karte rahe jab ke sahih iLaaj ‘BaD NaZRi ’se bachne me tha.

Chalo shuru karte hein “BaD NaZRi ke NuQsaNaaT” ko ginna.

" kya tum jante nahi ho ke aLLah tumhe dekh raha he ?"
Bad NazRi se bach ne ke Liye bahut sare iLaaj bataae gaye, in iLaajo me se jo bhi munasib samjhein us ke zarye se jald az jald is muhLik bimaari ka iLaaj kiya jaae warna yahi bimaari ‘ zina ’ jese khatarnaak jurm ko janam deti he.

Badnazri (Lustful Glance) Urdu book by Hazrat Pir Maulana Zulfiqar Ahmed Naqashbandi This Islamic book available for free download apk format.. This Islami book Published by Maktaba Milat Deo Band UP India. basahin ang tungkol sa Bad Nazri ki tabahkarian aur ilaj at Bad Nazri k Nuqsanat sa Urdu. Maaari mong basahin ang Nazar e Bad (Evil Eyes) ni Irshad ul Asri at Badnazri Aur Ishq e Mijazi ki tabah kariyan aur us ka ilaj ni Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar
Na-update noong
Hul 7, 2023

Kaligtasan ng data

Nagsisimula ang kaligtasan sa pag-unawa kung paano kinokolekta at ibinabahagi ng mga developer ang iyong data. Posibleng mag-iba ang mga kagawian sa privacy at seguridad ng data batay sa iyong paggamit, rehiyon, at edad. Ang developer ang nagbigay ng impormasyong ito at posibleng i-update niya ito sa paglipas ng panahon.
Walang data na ibinabahagi sa mga third party
Matuto pa tungkol sa kung paano inihahayag ng mga developer ang pagbabahagi
Walang nakolektang data
Matuto pa tungkol sa kung paano inihahayag ng mga developer ang pagkolekta
Ine-encrypt ang data habang inililipat
Hindi puwedeng i-delete ang data

Ano'ng bago

Bugs Resolved