Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat

Conține anunțuri
100+
Descărcări
Evaluarea conținutului
Toți
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran
Captură de ecran

Despre aplicație

Badnazri ke 14 nuqsanat De Shaikh ul Arab wal Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (ra)

ℳuashre ko tabaah karne me aham kirdaar „bad nazri” ka bhi he, yani mardo ka gair mahram aurto ko dekhna sau Aurto ka gair mahram mardo ko dekhna. Ye bahut khatarnaak fitna he, ye “ZINA” ki pehli sirhi (pas) el, is se bade bade fitno ka darwaza khulta he.

Allah nu be hayaai sau badkari ka darwaza band karne ke liye musalmano ko „NAZRO KI HIFAZAT” ka hukm diya.

„AAP MUSALMAAN MARDO SE KEH DO KE WO APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN SAU APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN, YE UN KE LIYE ZYADA PAKIZA BAAT HE, BE SHAK ALLAH KHOOB WAQIF HEIN UN KAMO SE JO WO LOG KARTE HEIN

SAU AAP KEH DEIN MUSALMAAN AURTON SE WO BHI APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN SAU APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN ” (noor sigur: 30,31)

Bad nazri ki hurmat ki takid is baat se bhi maloom hoti he ke Qur'an me jab allah ne namaz, roza, zakat wagera ka hukm dena chaha to mardo se khitab farmaya sau aurato ko mardo ke hukm me dakhil farmaya, alag se hukm nahi diya.

Jab BAD NAZRI se rokna chaha to mardo sau aurto ko alag alag aayto me hukm diya.

Chunche sure noor ki aayat 30 me mardo ko hukm diya sau aayat 31 me aurto ko hukm diya.

Bad NaZri se Bachna kitna Zaruri he ?? Is ka andaza hame is waqie se hoga.

Hz Umme Salma Radiyallahu Anha farmati hein ek roz me sau hazrat maymuna Radiyallahu Anha dono Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ke pass bethi hui thi ke achanak hazrat AbduLLah Ibne Umme MakTum Radiyallahu Anhu aa gae to Rasulullah Sallalahu Waallam dihullah Wallam and Challah Wasallam jaao, mene arz kiyaa: „Ya Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam wo to nabina (andhe) hein, wo hame nahi dekh sakte” Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne JawaB diya:

„TUM TO NABINA NAHI HO ? TUM TO UN KO DEKH RAHI HO !! ”(Abu Dawood și Tirmizi)

BaD NaZRi ALLah ki La'NaT ka sabab el.

✾ Hz HaSan BaSri Rahmatullahi Alayhi Bayan karte he ke Muje ye baat pohchi he ke Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne irShaD Farmaya:

ALLah ne La'NaT ki he Dekhne Wale par, sau us par bhi jis ko Dekha gaya. (ℳishKaaT: 270)

Is irShade Nabwi se maloom huwa ke Jo Mard kisi NaMaHraM Aurat ko ya kisi ke Satar ko Dekhta he us par aLLah ki La'NaT nazil hoti he or wo aLLah ki RahMaT se mahroom ho jata he.

Isi TaraH Jo AuraT chahti he use Dekha jaae ya BanSanwar kar nikalti he us par bhi aLLah ki La'NaT he or wo bhi aLLah ki RahMaT se mahroom ho jaTi he.

BaD NaZRi ke NuQsaNaaT

AaJ HaMare ℳuashare me Bad NaZri bahut aam ho gayi he, is GunaaH se naujawaan to tabaah huwe hi Lekin Filmo or Tv ki wajah se chhote chhote bachcho or bachchiyo ko bhi is nashe ki AaDaT Par gayi he, Burhe bhi is Gunapah se apne a Gunako bachaa nahi pate.

BaD NaZRi jaha ek khatarnaak gunaah he wahi Deeni sau Dunyawi NuQsaNaat ka bahut bada sabab he.

BaD NaZRi se hone wale NuQsaNaaT ka jab jaaeza Lenge to pata chalega BahuT sari Bimariyo ka iLaaj ham Doctors ke pass TaLaaSh karte rahe jab ke sahih iLaaj ‘BaD NaZRi ’se bachne me tha.

Chalo shuru karte hein „BaD NaZRi ke NuQsaNaaT” ko ginna.

" kya tum jante nahi ho ke aLLah tumhe dekh raha he?"
Bad NazRi se bach ne ke Liye bahut sare iLaaj bataae gaye, in iLaajo me se jo bhi munasib samjhein us ke zarye se jald az jald is muhLik bimaari ka iLaaj kiya jaae warna yahi bimaari ‘ zina ’ jese khatarnaak de jurm he ko janam de jurm.

Badnazri (Lustful Glance) Carte în urdu de Hazrat Pir Maulana Zulfiqar Ahmed Naqashbandi Această carte islamică disponibilă pentru descărcare gratuită în format apk.. Această carte islamică publicată de Maktaba Milat Deo Band UP India. citește despre Bad Nazri ki tabahkarian aur ilaj și Bad Nazri k Nuqsanat în urdu. Puteți citi Nazar e Bad (Evil Eyes) de Irshad ul Asri și Badnazri Aur Ishq e Mijazi ki tabah kariyan aur us ka ilaj de Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar
Ultima actualizare
7 iul. 2023

Siguranța datelor

Siguranța începe cu înțelegerea modului în care dezvoltatorii colectează și trimit datele tale. Practicile de securitate și confidențialitate a datelor pot varia în funcție de modul de utilizare, de regiune și de vârsta ta. Dezvoltatorul a oferit aceste informații și le poate actualiza în timp.
Nu sunt trimise date terțelor părți
Află mai multe despre cum declară dezvoltatorii trimiterea
Nu au fost colectate date
Află mai multe despre cum declară dezvoltatorii colectarea
Datele sunt criptate în timpul transmiterii
Datele nu pot fi șterse

Noutăți

Bugs Resolved