Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat

Vsebuje oglase
100+
Prenosi
Kategorija vsebine
Primerno za vse
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona
Slika posnetka zaslona

O tej aplikaciji

Badnazri ke 14 nuqsanat Avtor Shaikh ul Arab wal Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (ra)

ℳuashre ko tabaah karne me aham kirdaar “bad nazri” ka bhi he, yani mardo ka gair mahram aurto ko dekhna ali Aurto ka gair mahram mardo ko dekhna. Ye bahut khatarnaak fitna he, ye "ZINA" ki pehli sirhi (korak) he, je bade bade fitno ka darwaza khulta he.

Allah ne be hayaai or badkari ka darwaza band karne ke liye musalmano ko “NAZRO KI HIFAZAT” ka hukm diya.

“AAP MUSALMAAN MARDO SE KEH DO KE WO APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN ALI APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN, YE UN KE LIYE ZYADA PAKIZA BAAT HE, BE SHAK ALLAH KHOOB SE WAKAQIF HEAR WOHE UNOHE

ALI AAP KEH DEIN MUSALMAAN AURTON SE WO BHI APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN ALI APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN ” (gotovo noor: 30,31)

Bad nazri ki hurmat ki takid je baat se bhi maloom hoti he ke Qur'an me jab allah ne namaz, roza, zakat wagera ka hukm dena chaha to mardo se khitab farmaya ali aurato ko mardo ke hukm me dakhil farmaya, alag se hukm nahi diya.

Jab BAD NAZRI se rokna chaha to mardo ali aurto ko alag alag aayto me hukm diya.

Chunche sure noor ki aayat 30 me mardo ko hukm diya ali aayat 31 me aurto ko hukm diya.

Bad NaZri se Bachna kitna Zaruri he ?? Is ka andaza hame je waqie se hoga.

Hz Umme Salma Radiyallahu Anha farmati hein ek roz me ali hazrat maymuna Radiyallahu Anha dono Rasulullah Sallalahu Alejhi Wasallam ke pass bethi hui thi ke achanak hazrat AbduLLah Ibne Umme MakTum Radiyallahu to hurasallahu aulaya hazrata jaao, mene arz kiyaa: "Ya Rasulullah Sallalahu Alejhi Wasallam wo to nabina (andhe) hein, wo hame nahi dekh sakte" Resulullah Sallalahu Alejhi Wasallam ne JawaB diya:

»TUM TO NABINA NAHI HO ? TUM TO UN KO DEKH RAHI HO !! ”(Abu Dawood & Tirmizi)

BaD NaZRi ALLah ki La'NaT ka sabab he.

✾ Hz HaSan BaSri Rahmatullahi Alayhi Bayan karte he ke Muje ye baat pohchi he ke Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne irShaD Farmaya:

ALLah ne La'NaT ki he Dekhne Wale par, ali us par bhi jis ko Dekha gaya. (ℳishKaaT: 270)

Is irShade Nabwi se maloom huwa ke Jo Mard kisi NaMaHraM Aurat ko ya kisi ke Satar ko Dekhta he us par allah ki La'NaT nazil hoti he ali wo aLLah ki RahMaT se mahroom ho jata he.

Isi TaraH Jo AuraT chahti he use Dekha jaae ya BanSanwar kar nikalti he us par bhi aLLah ki La'NaT he ali wo bhi allah ki RahMaT se mahroom ho jaTi he.

BaD NaZRi ke NuQsaNaaT

AaJ HaMare ℳuashare me Bad NaZri bahut aam ho gayi he, is GunaaH se naujawaan to tabaah huwe hi Lekin Filmo ali Tv ki wajah se chhote chhote bachcho ali bachchiyo ko bhi is nashe ki AaDaT Par gayi is he, Guna Burhe se ap bachaa nahi pašteta.

BaD NaZRi jaha ek khatarnaak gunaah he wahi Deeni ali Dunyawi NuQsaNaat ka bahut bada sabab he.

BaD NaZRi se hone wale NuQsaNaaT ka jab jaaeza Lenge to pata chalega BahuT sari Bimariyo ka iLaaj ham Doctors ke pass TaLaaSh karte rahe jab ke sahih iLaaj ‘BaD NaZRi ’se bachne me tha.

Chalo shuru karte hein “BaD NaZRi ke NuQsaNaaT” ko ginna.

"kya tum jante nahi ho ke aLLah tumhe dekh raha he?"
Bad NazRi se bach ne ke Liye bahut sare iLaaj bataae gaye, in iLaajo me se jo bhi munasib samjhein us ke zarye se jald az jald is muhLik bimaari ka iLaaj kiya jaae warna yahi bimaari ‘ zina ’ jese khatarnaak jur de he.

Badnazri (Poželjiv pogled) Urdujska knjiga avtorja Hazrat Pir Maulana Zulfiqar Ahmed Naqashbandi Ta islamska knjiga je na voljo za brezplačen prenos v apk formatu. Ta islamska knjiga je izdala Maktaba Milat Deo Band UP India. preberite o Bad Nazri ki tabahkarian aur ilaj in Bad Nazri k Nuqsanat v urdujščini. Lahko preberete Nazar e Bad (Zlobne oči) Irshada ul Asrija in Badnazrija Aur Ishq e Mijazi ki tabah kariyan aur us ka ilaj avtorja Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar
Posodobljeno dne
7. jul. 2023

Varnost podatkov

Razumevanje, kako razvijalci zbirajo in razkrivajo vaše podatke, je prvi korak do varnosti. Varovanje podatkov in zagotavljanje varnosti podatkov se morda razlikujeta glede na vašo uporabo, območje in starost. Razvijalec je zagotovil te podatke in jih bo sčasoma morda posodobil.
Podatki se ne razkrivajo drugim ponudnikom
Preberite več o tem, kako razvijalci najavijo deljenje.
Zbranih ni bilo nič podatkov.
Preberite več o tem, kako razvijalci najavijo zbiranje.
Podatki so šifrirani med prenosom
Podatkov ni mogoče izbrisati

Kaj je novega

Bugs Resolved