Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat

Enthält Werbung
100+
Downloads
Altersfreigabe
Jedes Alter
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot
Screenshot

Über diese App

Badnazri ke 14 nuqsanat von Shaikh ul Arab wal Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (ra)

ℳuashre ko tabaah karne me aham kirdaar „bad nazri“ ka bhi he, yani mardo ka gair mahram aurto ko dekhna oder Aurto ka gair mahram mardo ko dekhna. Ye bahut khatarnaak fitna he, ye „ZINA“ ki pehli sirhi (Schritt) he, ist se bade bade fitno ka darwaza khulta he.

Allah ne be hayaai oder badkari ka darwaza band karne ke liye musalmano ko „NAZRO KI HIFAZAT“ ka hukm diya.

„AAP MUSALMAAN MARDO SE KEH DO KE WO APNI NIGAHEIN NIHI RAKHEIN ODER APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN, YE UN KE LIYE ZYADA PAKIZA BAAT ER, SEI SHAK ALLAH KHOOB WAQIF HEIN UN KAMO SE JO WO LOG KARTE HEIN

ODER AAP KEH DEIN MUSALMAAN AURTON SE WO BHI APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN ODER APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN ” (sicher noor: 30,31)

Bad nazri ki hurmat ki takid ist baat se bhi maloom hoti he ke Qur'an me jab allah ne namaz, roza, zakat wagera ka hukm dena chaha to mardo se khitab farmaya oder aurato ko mardo ke hukm me dakhil farmaya, alag se hukm nahi Diya.

Jab BAD NAZRI se rokna chaha to mardo oder aurto ko alag alag aayto me hukm diya.

Chunche sure noor ki aayat 30 me mardo ko hukm diya or aayat 31 me aurto ko hukm diya.

Bad NaZri se Bachna kitna Zaruri er ?? Is ka andaza hame is waqie se hoga.

Hz Umme Salma Radiyallahu Anha farmati hein ek roz me or hazrat maymuna Radiyallahu Anha dono Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ke pass bethi hui thi ke achanak hazrat AbduLLah Ibne Umme MakTum Radiyallahu Anhu aa gae to Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne hame hukm diya ke Tun Dono ander chali jaao, mene arz kiyaa: „Ya Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam wo to nabina (andhe) hein, wo hame nahi dekh sakte“ Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne JawaB diya:

„TUM ZU NABINA NAHI HO? TUM ZU UN KO DEKH RAHI HO !! “(Abu Dawud & Tirmizi)

Bad NaZri ALLah ki La'NaT ka sabab he.

✾ Hz HaSan BaSri Rahmatullahi Alayhi Bayan karte he ke Muje ye baat pohchi he ke Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne irShaD Farmaya:

ALLAH ne La'NaT ki er Dekhne Wale par, oder uns par bhi jis ko Dekha gaya. (ℳishKaat: 270)

Ist irShade Nabwi se maloom huwa ke Jo Mard kisi NaMaHraM Aurat ko ya kisi ke Satar ko Dekhta er uns par ALLAH ki La'NaT nazil hoti he oder wo ALLAH ki RahMaT se mahroom ho jata he.

Isi TaraH Jo AuraT chahti er benutzt Dekha jaae ya BanSanwar kar nikalti er uns par bhi aLLah ki La'NaT he oder wo bhi allah ki RahMaT se mahroom ho jaTi he.

Bad NaZRi ke NuQsaNaaT

AaJ HaMare ℳuashare me Bad NaZri bahut aam ho gayi he, is GunaaH se naujawaan to tabaah huwe hi Lekin Filmo or Tv ki wajah se chhote chhote bachcho or bachchiyo ko bhi is nashe ki AaDaT Par gayi he, Burhe bhi is Gunaah se apne aap ko Bachaa Nahi Pastete.

Bad NaZRi jaha ek khatarnaak gunaah he wahi Deeni oder Dunyawi NuQsaNaat ka bahut bada sabab he.

Bad NaZRi se hone wale NuQsaNaaT ka jab jaaeza Lenge to pata chalega BahuT sari Bimariyo ka iLaaj ham Doctors ke pass TaLaash karte rahe jab ke sahih iLaaj ‘Bad NaZRi ’se bachne me tha.

Chalo shuru karte hein „Bad NaZRi ke NuQsaNaaT“ ko ginna.

"kya tum jante nahi ho ke allah tumhe dekh raha er?"
Bad NazRi se bach ne ke Liye bahut sare iLaaj bataae gaye, in iLaajo me se jo bhi munasib samjhein us ke zarye se jald az jald is muhLik bimaari ka iLaaj kiya jaae warna yahi bimaari ‘zina’ jese khatarnaak jurm ko janam deti he.

Badnazri (Lustful Glance) Urdu-Buch von Hazrat Pir Maulana Zulfiqar Ahmed Naqashbandi Dieses islamische Buch steht zum kostenlosen Download im APK-Format zur Verfügung. Dieses islamische Buch Veröffentlicht von Maktaba Milat Deo Band UP India. Lesen Sie über Bad Nazri ki tabahkarian aur ilaj und Bad Nazri k Nuqsanat in Urdu. Sie können Nazar e Bad (Evil Eyes) von Irshad ul Asri und Badnazri Aur Ishq e Mijazi ki tabah kariyan aur us ka ilaj von Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar lesen
Aktualisiert am
07.07.2023

Datensicherheit

Was die Sicherheit angeht, solltest du nachvollziehen, wie Entwickler deine Daten erheben und weitergeben. Die Datenschutz- und Sicherheitspraktiken können je nach Verwendung, Region und Alter des Nutzers variieren. Diese Informationen wurden vom Entwickler zur Verfügung gestellt und können jederzeit von ihm geändert werden.
Keine Daten werden mit Drittunternehmen oder -organisationen geteilt
Daten werden bei der Übertragung verschlüsselt
Daten können nicht gelöscht werden

Neuigkeiten

Bugs Resolved