Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat

Iragarkiak ditu
100+
deskarga
Edukiaren sailkapena
Adin guztietarako
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia
Pantaila-argazkia

Aplikazio honi buruz

Badnazri ke 14 nuqsanat Egilea: Shaikh ul Arab wal Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (ra)

ℳuashre ko tabaah karne me aham kirdaar “bad nazri” ka bhi he, yani mardo ka gair mahram aurto ko dekhna edo Aurto ka gair mahram mardo ko dekhna. Ye bahut khatarnaak fitna he, ye “ZINA” ki pehli sirhi (urrats) he, is se bade bade fitno ka darwaza khulta he.

Allah ne be hayaai edo badkari ka darwaza band karne ke liye musalmano ko “NAZRO KI HIFAZAT ” ka hukm diya.

“AAP MUSALMAAN MARDO SE KEH DO KE WO APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN EDO APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN, YE UN KE LIYE ZYADA PAKIZA BAAT HE, BE SHAK ALLAH KHOOB WAQIF HEIN UN KAMO SE JO WO LOG KARTE HEIN

EDO AAP KEH DEIN MUSALMAAN AURTON SE WO BHI APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN EDO APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN ” (seguru noor: 30,31)

Bad nazri ki hurmat ki takid is baat se bhi maloom hoti he ke Qur'an me jab allah ne namaz, roza, zakat wagera ka hukm dena chaha to mardo se khitab farmaya or aurato ko mardo ke hukm me dakhil farmaya, alag se hukm nahi diya.

Jab BAD NAZRI se rokna chaha to mardo edo aurto ko alag alag aayto me hukm diya.

Chunche sure noor ki aayat 30 me mardo ko hukm diya edo aayat 31 me aurto ko hukm diya.

Bad NaZri se Bachna kitna Zaruri he ?? Is ka andaza hame is waqie se hoga.

Hz Umme Salma Radiyallahu Anha farmati hein ek roz me or hazrat maymuna Radiyallahu Anha dono Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ke pass bethi hui thi ke achanak hazrat AbduLLah Ibne Umme MakTum Radiyallahu Anhu aa gae to Rasulullah Sallalahu Wasallam dihullah ne hazt Wasallam dihullah hazrat jaao, mene arz kiyaa: "Ya Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam wo to nabina (andhe) hein, wo hame nahi dekh sakte" Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne JawaB diya:

“TUM TO NABINA NAHI HO ? TUM TO UN KO DEKH RAHI HO !! ”(Abu Dawood eta Tirmizi)

BaD NaZRi ALLah ki La'NaT ka sabab he.

✾ Hz HaSan BaSri Rahmatullahi Alayhi Bayan karte he ke Muje ye baat pohchi he ke Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne irShaD Farmaya:

ALLah ne La'NaT ki he Dekhne Wale par, edo us par bhi jis ko Dekha gaya. (ℳishKaaT: 270)

Is irShade Nabwi se maloom huwa ke Jo Mard kisi NaMaHraM Aurat ko ya kisi ke Satar ko Dekhta he us par aLLah ki La'NaT nazil hoti he or wo aLLah ki RahMaT se mahroom ho jata he.

Isi TaraH Jo AuraT chahti he use Dekha jaae ya BanSanwar kar nikalti he us par bhi aLLah ki La'NaT he or wo bhi aLLah ki RahMaT se mahroom ho jaTi he.

BaD NaZRi ke NuQsaNaaT

AaJ HaMare ℳuashare me Bad NaZri bahut aam ho gayi he, is GunaaH se naujawaan to tabaah huwe hi Lekin Filmo or Tv ki wajah se chhote chhote bachcho or bachchiyo ko bhi is nashe ki AaDaT Par gayi he, Burhe bhi is Gunapah se apne a Gunapah bachaa nahi pate.

BaD NaZRi jaha ek khatarnaak gunaah he wahi Deeni edo Dunyawi NuQsaNaat ka bahut bada sabab he.

BaD NaZRi se hone wale NuQsaNaaT ka jab jaaeza Lenge to pata chalega BahuT sari Bimariyo ka iLaaj ham Doctors ke pass TaLaaSh karte rahe jab ke sahih iLaaj ‘BaD NaZRi ’se bachne me tha.

Chalo shuru karte hein “BaD NaZRi ke NuQsaNaaT” ko ginna.

"kya tum jante nahi ho ke aLLah tumhe dekh raha he?"
Bad NazRi se bach ne ke Liye bahut sare iLaaj bataae gaye, in iLaajo me se jo bhi munasib samjhein us ke zarye se jald az jald is muhLik bimaari ka iLaaj kiya jaae warna yahi bimaari ‘zina ’ jese khatarnaak de jurm he ko janam de jurm.

Badnazri (Lustful Glance) Hazrat Pir Maulana Zulfiqar Ahmed Naqashbandi-ren urdu liburua. Liburu islamiar hau doan deskargatzeko apk formatuan eskuragarri.. Liburu islamiar hau Maktaba Milat Deo Band UP India-k argitaratua. irakurri Bad Nazri ki tabahkarian aur ilaj eta Bad Nazri k Nuqsanat urduan. Irshad ul Asri eta Badnazri Aur Ishq e Mijazi ki tabah kariyan aur us ka ilaj Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar-en Nazar e Bad (Begi gaiztoak) irakur ditzakezu.
Azken eguneratzea
2023(e)ko uzt. 7(a)

Datuen babesa

Seguru egoteko, funtsezkoa da jakitea garatzaileek nola biltzen eta partekatzen dituzten zuri buruzko datuak. Baliteke datuen pribatutasunaren eta segurtasunaren inguruko jardunbideak aplikazioaren erabileraren, lurraldearen eta adinaren araberakoak izatea. Informazio hori garatzaileak eman du, eta baliteke aurrerago eguneratzea.
Ez da daturik partekatzen hirugarrenekin
Lortu informazio gehiago garatzaileek partekatutako datuak aitortzeko duten moduari buruz
Ez da daturik biltzen
Lortu informazio gehiago garatzaileek bildutako datuak aitortzeko duten moduari buruz
Datuak bidaltze-prozesuan enkriptatzen dira
Datuak ezin dira ezabatu

Berrikuntzak

Bugs Resolved