Badnazri بد نظری K 14 Nuqsanat

Contiene annunci
100+
Download
Classificazione dei contenuti
Per tutti
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot
Immagine screenshot

Informazioni su questa app

Badnazri ke 14 nuqsanat Di Shaikh ul Arab wal Ajam Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Saheb (ra)

ℳuashre ko tabaah karne me aham kirdaar “bad nazri” ka bhi he, yani mardo ka gair mahram aurto ko dekhna o Aurto ka gair mahram mardo ko dekhna. Ye bahut khatarnaak fitna he, ye "ZINA" ki pehli sirhi (step) he, is se bade bade fitno ka darwaza khulta he.

Allah ne be hayaai o badkari ka darwaza band karne ke liye musalmano ko "NAZRO KI HIFAZAT" ka hukm diya.

“AAP MUSALMAAN MARDO SE KEH DO KE WO APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN O APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN, YE UN KE LIYE ZYADA PAKIZA BAAT HE, BE SHAK ALLAH KHOOB WAQIF HEIN UN KAMO SE JO WO LOG KARTE HEIN

OR AAP KEH DEIN MUSALMAAN AURTON SE WO BHI APNI NIGAHEIN NICHI RAKHEIN OR APNI SHARMGAAH KI HIFAZAT KAREIN ” (sicuro noor: 30,31)

Bad nazri ki hurmat ki takid is baat se bhi maloom hoti he ke Qur'an me jab allah ne namaz, roza, zakat betera ka hukm dena chaha to mardo se khitab farmaya o aurato ko mardo ke hukm me dakhil farmaya, alag se hukm nahi diya.

Jab BAD NAZRI se rokna chaha to mardo o aurto ko alag alag aayto me hukm diya.

Chunche sure noor ki aayat 30 me mardo ko hukm diya o aayat 31 me aurto ko hukm diya.

Bad NaZri se Bachna kitna Zaruri lui ?? Is ka andaza hame è waqie se hoga.

Hz Umme Salma Radiyallahu Anha farmati hein ek roz me or hazrat maymuna Radiyallahu Anha dono Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ke pass bethi hui thi ke achanak hazrat AbduLLah Ibne Umme MakTum Radiyallahu Anhu aa gae to Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne hame hukm diya ke Tun Dono ander chali jaao, mene arz kiyaa: "Ya Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam wo to nabina (andhe) hein, wo hame nahi dekh sakte" Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne JawaB diya:

“TUM A NABINA NAHI HO? TUM TO UN KO DEKH RAHI HO !! ”(Abu Dawood e Tirmizi)

Bad NaZRi ALLah ki La'NaT ka sabab he.

✾ Hz HaSan BaSri Rahmatullahi Alayhi Bayan karte he ke Muje ye baat pohchi he ke Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne irShaD Farmaya:

ALLah ne La'NaT ki he Dekhne Wale par, o us par bhi jis ko Dekha gaya. (ℳishKaaT: 270)

Is irShade Nabwi se maloom huwa ke Jo Mard kisi NaMaHraM Aurat ko ya kisi ke Satar ko Dekhta he us par aLLah ki La'NaT nazil hoti he or wo aLLah ki RahMaT se mahroom ho jata he.

Isi TaraH Jo AuraT chahti usa Dekha jaae ya BanSanwar kar nikalti he us par bhi aLLah ki La'NaT he or wo bhi aLLah ki RahMaT se mahroom ho jaTi he.

Bad NaZRi ke NuQsaNaaT

AaJ HaMare ℳuashare me Bad NaZri bahut aam ho gayi he, is GunaaH se naujawaan to tabaah huwe hi Lekin Filmo or Tv ki wajah se chhote chhote bachcho or bachchiyo ko bhi is nashe ki AaDaT Par gayi he, Burhe bhi is Gunaah se apne aap ko bacha nahi patè.

BaD NaZRi jaha ek khatarnaak gunaah he wahi Deeni o Dunyawi NuQsaNaat ka bahut bada sabab he.

BaD NaZRi se hone wale NuQsaNaaT ka jab jaaeza Lenge to pata chalega BahuT sari Bimariyo ka iLaaj ham Doctors ke pass TaLaaSh karte rahe jab ke sahih iLaaj 'BaD NaZRi'se bachne me tha.

Chalo shuru karte hein "BaD NaZRi ke NuQsaNaaT" ko ginna.

"kya tum jante nahi ho ke aLLah tumhe dekh raha lui?"
Bad NazRi se bach ne ke Liye bahut sare iLaaj bataae gaye, in iLaajo me se jo bhi munasib samjhein us ke zarye se jald az jald is muhLik bimaari ka iLaaj kiya jaae warna yahi bimaari 'zina' jese khatarnaak jurm ko janam deti he.

Badnazri (Lustful Glance) Libro in urdu di Hazrat Pir Maulana Zulfiqar Ahmed Naqashbandi Questo libro islamico è disponibile per il download gratuito in formato apk. Questo libro islamico Pubblicato da Maktaba Milat Deo Band UP India. leggi di Bad Nazri ki tabahkarian aur ilaj e Bad Nazri k Nuqsanat in urdu. Potresti leggere Nazar e Bad (Evil Eyes) di Irshad ul Asri e Badnazri Aur Ishq e Mijazi ki tabah kariyan aur us ka ilaj di Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar
Ultimo aggiornamento
7 lug 2023

Sicurezza dei dati

Alla base della sicurezza c'è la comprensione di come gli sviluppatori raccolgono e condividono i tuoi dati. Le misure di protezione della privacy e della sicurezza dei dati potrebbero variare in base all'utilizzo, all'regione e all'età. Lo sviluppatore ha fornito queste informazioni e potrebbe aggiornarle nel tempo.
Nessun dato condiviso con terze parti
Scopri di più sulla modalità di condivisione dei dati dichiarata dagli sviluppatori
Nessun dato raccolto
Scopri di più sulla modalità di raccolta dei dati dichiarata dagli sviluppatori
I dati vengono criptati in transito
I dati non possono essere eliminati

Novità

Bugs Resolved