Download kare Bharatiya kisano ka video app Krishify or dekhe trending krishi videos. Krishify App kisaano ke liye ek agriculture app hai. Is app me kisaan pashupalan, krishi yantra, mausam, or krishi se judi jankari ke sath Krishify ke fasal doctor se apne fasal se judhe har prakaar ke sawaal puch sakte hain.
Krishify- Kisaan App hi kyu chune?
■ Krishify best video app hai.
■ Agriculture App Krishify par trending videos dekh kisan agriculture tips paa skte hain.
■ Is farming app par kisano ko roz weather update milti hai.
■ Farmers ko fasal surksha ke liye fasal doctor ki free crop advisory yahin milegi.
■ Is kisan App me farmers sarkari yojana jaise PM kisan, PM fasal bima yojana etc se judi jankari paa sakte hain.
Kya hai best agriculture app of india Krishify me khaas?
■ Krishify krishi app me kisaan sabhi fasalon se judi jankari pa sakte hain.
■ Krishify kheti badi app Bhartiya kisano ke liye ek agriculture guide hai.
■ Is Kisan App me kisano ko free me crop doctors dawaara farming advice milti hai.
■ Krishify ke fasal doctor kisano ki fasal me rog ko pahchan uska ilaaj bataenge.
🏠 Home Feed
Krishify- Farmers Video App par kisaan Home Feed me Progressive Farmers or farming creators, farming experts dwara share kiye gye pashupalan, murgi palan, bakari palan, krishi mashino, kheti badhi videos dekh sakate hai.
🌾 Fasal Salaha
Agar farmers ko kheti kisani se juda koi bhi savaal hai to kisan Krishify agricentral app ke fasal salah tab par Krishify fasal doctor se crop advisory le sakte hai.
🌎 Jankari
■ Smart farming app Krishify par kisan trending crop ki buvaai se lekar katai tak ki puri jankari paa sakte hain.
■ Krishify agriculture app me farmers jaivik kheti, phoolo ki kheti, sarson ki kheti, gehu ki kheti, aalo ki kheti, tamatar ki kheti, sabji ki kheti, PM kisan Yojana, PM fasal Bima Yojana, tractor, agricultural machinery, fasal ke beejo se judi jankari pa skte hain.
🔍 Search
Krishify Krishi App ke search par kisaan krishi ya pashupalan se jude kisi bhi topic ko likhkar search kar sakte hai or agri videos dekh sakte hain.
Note: Krishify App par sabhi sarkari policies ka data kai websites se liya gya hai, jinke link is page par available hain- https://krishify.com/data-source/government-policies
Note that this app does not represent a government entity.