Adhoora Safar ek emotional love story hai Ayaan aur Dimple ki, jahan shaadi ke baad bhi pyaar ek tarfa reh jaata hai. Dimple apne pehle pyaar Karan ko nahi bhool paati, aur Ayaan chupchaap apni mohabbat aur sapne kurbaan karta rehta hai. Divorce ke baad Ayaan ek secret officer bankar desh ke liye ladta hai. Jab sach saamne aata hai, Dimple ko ehsaas hota hai ki usne kya kho diya. Kya yeh adhoora pyaar dobara mil paayega?