Namaz of Females and Mistakes

Contiene anuncios
10+
Descargas
Calificación del contenido
Apto para todo público
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla
Imagen de la captura de pantalla

Acerca de esta app

✿ Aurto'n Ko Namaz Ki Khaas Taakeed,*
┱ Hazrat Anas Raziyallahu Anhu se rivayat hai k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya k Aurat Jab Panj waqta Namaz padhe aur Ramzan ke Roze rakhe aur Paak daaman rahe aur Shohar ki farmabardaari kare to Jannat ke Jis darwaze se chahe Jannat mai dakhil ho jaye _, ”
*📁Mishkaat -186 Ba hawala-Abu Naiem,*
*┱Tashreeh _,* _ is hadis Mubarak mai Aurat ko chand kaam anjaam dene per Jannat ki basharat di gayi hai , har Musalman Aurat ko in per Amal karna laazim hai , Avval Panj waqta Namaz padhne ko farmaya , Namaz har baalig Mard Aurat per Paanch waqt farz hai , in Paanch Waqto ko Sab Musalman jaante hai'n, Harj ho Marz ho ,safar ho hazar ho ,Dukh ho takleef ho ,ranj ho khushi ho ,Jis haal mai bhi ho jaha'n bhi ho Paanch waqt Namaz Padhna farz hai,
┱ Aaj kal nafarmani ka Daur hai, Allah Ta'ala ke Hukmo se gaafil rehne aur gunaho mai lat pat rehne ki fiza hai, Bahut kam Mard Aurat ese hai'n Jinko khuda Wand Quddus ke Ahkaam per Amal karne ki fikr hai, Jab Maa 'n Baap gaafil hai'n a Aulaad bhi be deen ho jati hai,
┱Bahut se gharane ese hai'n Jinme 24 ghante mai kabhi kisi waqt bhi na Koi Namaz padhta hai na Dua ,na kalma Zubaan per aata hai, Kis Qadar Ranj ki baat hai k Poore Poore ghar Allah ki yaad se khaali ,Haalat dekh kar maloom hota hai k Mahalle ke Mahalle khuda ke nafarmaano se abaad hai'n, Jis kisi gali se guzro to gaano ki awaaze aati hai magar Bachche ke Qur'an Padhne ki awaaz nahi aati , inna lillaahi wa inna ilaihi raaji'uon,

Be Namazi Ka Hashr _,*
┱ Namaz ki Pabandi har baalig Mard aur Aurat per laazim hai, Sarware do Aalam Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya k Jisne Namaz ki pabandi ki (Qayamat ke Din) Namaz Uske liye Noor hogi aur (Uske Imaan ki) daleel aur (Uske liye) nijaat ka samaan hogi aur jisne Namaz ki pabandi na ki WO Shakhs Qayamat ke din Qaroon ,hamaan ,Firoun aur Ubai bin Khalf ke saath hoga _,”
*📁Mishkaat- Ba hawala Ahmad ,Daarmi ,Bahyqi ,*
┱ Dekho Jo Namaz Ki pabandi na kare uska Hashr kese bade Kaafiro ke saath bataya hai, Jo Kufr ke sargane the aur Khuda ke baagiyo ke zikr mai jinka zikr sabse Pehle aata hai, Unke saath Hashr hone ke kaam karna badi na samjhi hai, Buzurgo ne bataya hai k in Chaar Shakhso ka zikr isliye kiya hai k Namaz chhodne wale umuman Chaar qism ke hote hai'n :-
1– Jo Haakim hone ki vajah se Namaz chhodte hai’n, Ye log Firoun ke saathi hue kyunki WO Hukumat ki vajah se Allah ka baagi bana,
2– Jo maaldaari ki vajah se Namaz nahi padhte Ye log Qaroon ke saathi honge kyunki WO maal ki vajah se Khuda e Ta’ala ka nafarmaan bana tha ,
3– Jo log mulazmat ,Naukri pesha ki vajah se Namaz nahi padhte ,Ye log Hamaan ke saath honge Kyunki usne Firoun ka Wazeer hone ki vajah se Khuda e Paak ki bagawat aur Sarkashi akhtyat ki thi ,

Salat / Oración
Antes que empecemos..
Ha habido algunas diferencias entre los cuatro grandes imanes y los hermanos salafistas sobre cómo realizar varios aspectos de la oración.
Estas diferencias se deben principalmente a las siguientes razones:

- La metodología de fiqh adoptada (Usool al Fiqh, Encuentra libros sobre este tema aquí)
- Interpretación de referencias relevantes de tradiciones proféticas
- Aspectos relacionados con la autenticidad de los hadices adoptados para formar sentencias específicas con respecto a Salah (Encuentre libros sobre este tema, Usool Al Hadith)

Mi opinión al respecto es que:
- A menos que conozca las tres áreas anteriores, no entre en discusiones y discusiones innecesarias.
- Si una opinión se basa en un hadiz auténtico, no debe considerarse inapropiada simplemente porque difiere de la suya. Incluso los compañeros solían tener algunas diferencias de opinión entre ellos (lo cual es perfectamente normal y saludable). Las diferencias de opinión deben tratarse con respeto y con criterio académico.
- Si está confundido acerca de un tema, consulte a un erudito islámico auténtico

He tratado de mencionar la escuela de pensamiento con algunos libros solo con fines de orientación.

Y Allah sabe mejor.
Actualización
18 mar 2022

Seguridad de los datos

El primer paso de la seguridad es comprender cómo los desarrolladores recopilan y comparten tus datos. Las prácticas de privacidad y seguridad de datos pueden variar en función del uso de la app, la región y la edad. El desarrollador proporcionó esta información y podría actualizarla con el tiempo.
No se comparten datos con terceros
Más información sobre cómo los desarrolladores declaran el uso compartido
No se recopilan datos
Más información sobre cómo los desarrolladores declaran la recopilación
Los datos están encriptados en tránsito