
A Google user
kabhi kabhi apni taklifo ko jine me bhi alg hi majaa aata hai,
qki ye taklife insaan ko jeena hi nahi sambhlna bhi sikha deti hai,
or ye sab baate dil ki tasli k liye hi hai qki harne waale hi bahana dhunda karte hai,
or maine unmese ek hu jo haar chuka hai, qki
maine use chaha jo mujhe chahta hi nahi,
duaao me aksar wo maanga jo mil paata hi nahi,
wo khete hi ki sab khel nasibo ka hai,
lekin koi unhe batade ki mohbbat me dil kaam aata hai nasib nahi.
har kosis ki use paane ki lekin paa na saka ,
fir kosis ki use bhulane ki lekin bhulana saka,
fir socha ki mohbbat me uski jaan dedu likin himmat juta na saka,
sab ko lagata hoga ki maine kis baare me or kiski baat kar raha hu, ek ladka apne
pyaar k siva kiski baat kar sakta hai,
aaj ek aarse k baad kuch likh raha hu pata nahi q likhna bhul gaya tha
qki mujhe wo sab mil gaya jo me chata tha or wo chin gaya jo me nahi chata tha,
kher chodo kya farq padta hai qki kisi ko mukaml jaha nahi milata,
kisiko jami to kisi ko aasma nahi milta,
khet hai kisi ko pyar karo to itna ki had paar kardo,
lekin kisiko nafrat karo to itna ki wo ek had pe khatm ho jaaye.
lekin me kheta hu ki jindgi me nafrat k liye jagah nahi rakhni chahiye,
bas pyar karna chahiye.
08/10/2011
aaj ka din kuch aise suru hua ki jo maine socha bhi nahi tha,
unke dil se nikli hui duaa ne kuch aisa asar kiya jo maine socha bhi nahi tha,
khete hai do chaar mulakato me kisi ko dil se mat lagao ,
magr wo meri aatma me bas gaya maine socha bhi nahi tah,
ha wo aisa insaan hai jiski jindgi me to me kahi nahi par wo meri jindgi ka hisaa ban gayi hai
usne saayd aapni khushi k liye bhagwan se saayd kuch na maanga ho pr wo sab ki khushi k liye ji rahi hai.
ye wo hai jiske wajhase aaj mera din aacha gaya hai,
kuch apne hai jo begane ho gaye hai ,lekin ye wo hai ,
jinhone begano ko mera apna bana diya hai, thank you so much.------------------------begano means :- ( Badal , Roshni )
meri subha kuch aisi hui ki bata nahi sakta, ki jaise bhagwan aake mere kaano me khud lambi umar ki dua de raha ho.
or unhone dua aisi di ki bhagwaan bhi nahi taal sakta.
aaj mera b'day tha or unhone mere liye bhot si wish ki thi jo ek hi din me puri ho gayi
or wo wish meri khushi ki thi, or unka diya hua tofa bhagwaan ki di hui saaso se bhi keemti (anmol ) hai. Thank you so much poonam mam pata nahi mera next year kaisa hoga lekin is saal aapne wo khusi di jo saayd hi mujhe agle saal mile.
KYA KAHU AAPKO KUCH SAMJH NAHI AATA,
FRND KAHU YA ANGEL KUCH SAMJH NAHI AATA,
AAPNE HAMESA MERI KHUSI DEKHI HAI,
LEKIN AAP KI KHUSHI KISME HAI MUJHE KUCH SAMJH NAHI AATA.
AAP KYU HO AISE KYU NAHI BATATE HO,
KYU APNI TAKLIF CHUPATE HO,
MAANA HUM AAPKE APNE NAHI HAI,
TO FIR KYU MUJHE APNA DOST BULATE HO,

Pakray M
Verne's timeless classic. Takes ones imagination away on a grand toure by the most clear discribtive writing. Adventure, seamanship, romance and most jovial eccentricity imaginable in all his works; this being no exception.
2 people found this review helpful